Mere mehboob qayamat hogi kya? Mere mehboob sarafat hogi kya? Mere mehboob ibaadat hogi kya? Mere mehboob rewayat hogi kya? Aaj main likhna chahta apni ek dasta Dasta ka raaj tha masuk uske naam ka Jaise wahi sham main, Dinkar naam kaj sa Na samjh main altamash ye majra didar sa Be khabar rehan sa, Fasana khwab raaj sa Raate ho hasina jaise ho isara chand ka Tu raag sa, Main keh chuka main laad sa Bageshwari, \"Ni, Sa, Gama\" Kese hai ni aagara, kamar teri vilasana Vani mein \"maa sarswati\", Tu ban chuki hai sadhana Haan tu mera aaram tha Tujhse hi huaa suru Tujhse hi aaram tha Teri baahon mein lipatne ki to Khwahish nahi thi Teri mithi mithi baate sunu Khwahish yahi thi Teri muskurahat pe hum ghayal (Pe hum ghayal) Hum to thehre tere sayar Kya hi chhute tumhe ye gunjaish nahi thi Teri us \"kashish\" ne mera dil chura liya Kya kare hum dakiya, tujhko bata diya Tujhko jata diya, tujhko bana liya Tujhko maine apna ha dil bana liya Hum to thehre banjaare... Bas tera banna chahte... Teri us \"kashish\" ne mera... Mere mehboob qayamat hogi kya? Mere mehboob sarafat hogi kya? Mere mehboob ibaadat hogi kya? Mere mehboob rewayat hogi kya?