Jaage hain abhi toh hum , Ab sone nhi dena Vande Mataram... Jazbaa ye himmat ka , Ab khone nhi dena Vande Mataram... Jaage hain abhi toh hum , Ab sone nhi dena Jazbaa ye himmat ka , Ab khone nhi dena Tayiyar hain har ek uljhan ko suljha ke rahenge hum Is desh ke veer jawano ke kadmon se milayen kadam (2) Vande Mataram... Ye Yug anokha hai, pal pal me dhokha hai (2) Dekhne me hai sundar par, aag ka jhonka hai Humne bhi thaana hai, Watan ko bachana hai Kuch kar guzarne ka, Bas ab yahi bahana hai Tayiyar hain is duniya ke badalte rang chunenge hum, Is desh ke veer jawano ke kadmon se milayen kadam (2) Vande Mataram...