Dhoondhu kaha apna dil main Kaha pe rakhkha hai Kitne pade hai yaha toh Kaun sa mera hai Sabko haa kehta hai Yaar beparwah Farak na padta hai Yaar beparwah Manmauji awara Yaar beparwah Rakh kar dil bhool gaya Yaar beparwah (Haaye dil kyu aaya Kyu aaya aaya kyu tujhpe Kya socha tha kya paya Paya kya tujhme )x2 Husn pe marta hai Yaar beparwah Tashan mein rehta hai Yaar beparwah Sunta na duniya ki Yaar beparwaah Har din party party Yaar beparwah (Na zidd kare na hai ye ladta Bheja garam yun hi akadta Karta bhi hai ke love na karta Kiske liye itna sawarta)x2 Sabko haa kehta hai Yaar beparwah Farak na padta hai Yaar beparwah Manmauji awaara Yaar beparwah Rakh kar dil bhool gaya Yaar beparwah