Dhoondhu kaha apna dil main
Kaha pe rakhkha hai
Kitne pade hai yaha toh
Kaun sa mera hai
Sabko haa kehta hai
Yaar beparwah
Farak na padta hai
Yaar beparwah
Manmauji awara
Yaar beparwah
Rakh kar dil bhool gaya
Yaar beparwah
(Haaye dil kyu aaya
Kyu aaya aaya kyu tujhpe
Kya socha tha kya paya
Paya kya tujhme )x2
Husn pe marta hai
Yaar beparwah
Tashan mein rehta hai
Yaar beparwah
Sunta na duniya ki
Yaar beparwaah
Har din party party
Yaar beparwah
(Na zidd kare na hai ye ladta
Bheja garam yun hi akadta
Karta bhi hai ke love na karta
Kiske liye itna sawarta)x2
Sabko haa kehta hai
Yaar beparwah
Farak na padta hai
Yaar beparwah
Manmauji awaara
Yaar beparwah
Rakh kar dil bhool gaya
Yaar beparwah