Yeh Dil Ek Bechara-文本歌词

Yeh Dil Ek Bechara-文本歌词

Sanket Banker&Suparnakanti Ghosh
发行日期:

Yeh dil ek bechara

Bheegi bheegi teri ankhon me bas jaaye

Yeh dil raaton ka tara

Tere shehar mein timtimata sapna ban jaaye

Yeh dil ek bechara

Bheegi bheegi teri ankhon me bas jaaye

Yeh dil raaton ka tara

Tere shehar mein timtimata sapna ban jaaye

Yeh dil ek bechara

Dheemi dheemi hawa me baheku main

Dilon me khushboo banke mehku main

Dheemi dheemi hawa me baheku main

Dilon me khushboo banke mehku main

Jeevan hain aani jani

Suno meri kahani

Jeevan hain aani jani

Suno meri kahani

Har kisi ke hoton ka ye geet ban jaye

Yeh dil ek bechara

Machalti sanson ki main dhadkan hoon

Toote kabhi na , main woh bandhan hoon

Machalti sanson ki main dhadkan hoon

Toote kabhi na , main woh bandhan hoon

Dekhona aazmake

Mujhe gale lagake

Dekhona aazmake

Mujhe gale lagake

Pura karunga main, jo bhi dil chahe

Yeh dil ek bechara

Bheegi bheegi teri ankhon me bas jaaye

Yeh dil raaton ka tara

Tere shehar mein timtimata sapna ban jaaye