O sajna ye teri akhiyan
Mujhko na sone de
O sajna ye lambi raati Yaan
Kaise na guzre re
Dil ki hai dhadkan tu
Saanso ki aahat tu
Tere Ane se
Ye jag bhi deewana
Shisha bhi sharmaye
Tere aisi adayein
Ghayal Jo dil hai
Usko kaun samjhaye
Dil chahe jitni
Baar tute
Lekin pyar utni Baar hum kare
Ek tarfa pyar hi sahi
Par kare tum se hi
Chand bhi jo hum se jale
Kyun teri roshni raat ko haseen kar de
Saare armaano pe bass
Tera hi naam cha jaye