Zindagi Ki Gaadi-文本歌词

Zindagi Ki Gaadi-文本歌词

Aaryan Tiwari
发行日期:

Written by Aaryan Tiwari

Ho….

Ye zindagi ki gaadi hai

Jismein safar ye jaari hai

Jee le tu iske lamho ko

Kya pata kahan ruk jaani hai

Ye zindagi ki gaadi hai

Kayi mod se ye jaani hai

Thame tu rakhna apno ko

Kya pata kahan takrani hai

Ye zindagi ki gaadi hai

Hai khel saara

Safar Ka hi yeh

Koi bhi iski

Manzil nahi hai

Haan gham hai milta

Milti Khushi hai

Par kitna uski

Ginti nahi hai

Hai samajhna isko bhari hai

Is mein hi duniya saari hai

To darr karein kin baaton ka

Sab ki to ik din baari hai

Ye zindagi ki gaadi hai

Jismein safar ye jaari hai

Jee le tu iske lamho ko

Kya pata kahan ruk jaani hai

Ye zindagi ki gaadi hai

Ho…