Humko toh adaten hai teri
Ye pal bhar ki bhi doori
Laage hai ab sazaaa
Baaten hawao me ghuli hai
Do Dil ab humnaseen hai
No honge ye judaa
Meri khamoshi se
afaaz chun le zara
Kehte hai wo tumse
Jo ab talak na kaha
Pyar main tujhse karne laga hu
Yaar main tujpe Marne laga
Tu mujhe mil jaye yahi bas
Tab se minnate karne laga
Khud ko khoya tujhko Paya
Kuch na ab main chahu
Tujko jana rab ko jana
Jag na ab main chahu
Pal jo tere saath jiya tha
Bas main us pal hi tha jiya
Ab Jo mera jaye jiya toh
Mujhse ab na jaye jiya
Sun Teri meri hai ye kahani
Banti hai tu kyu anjani
Aja sun le tu mere
Dil ki zubaan
Pyar main tujhse karne laga hu
Yaar main tujhpe marne laga
Tu mujhe mil jaye yahi bas
Rab se minnate karne laga
Pyar main tujhse karne laga hu
Yaar main tujhpe marne laga
Tu mujhe mil jaye yahi bas
Rab se minnate karne laga