Sharam-文本歌词

Sharam-文本歌词

发行日期:

Abhi halka sa hai, mujhe kalka asar

Jaaney kaisa nasha tha vo haaye,

Kabhi hadd mein jiya kabhi sab kuch piya,

Ab jaakar kadam ladkhadaaye

Arey kaisi mujhe ab dawa lagg gayi,

Dil ke pardon pe majnu hawa lag yi...

Mujhe gir jaane de, ae zindagi

Dekha jaayega kya hoga kalka

[CHORUS

Le maza ek pal ka,

Dil laga hai to kaisa hai ghum,

Ab zara jaam chalka

Thoda jeene mein kaisi sharam

Haan mujhe dubaa de * 2

Haan mujhe (dubaa * 4)

Koi to samandar, haan koi kuaan de,

Haan mujhe (dubaa * 4) ...

Arey katt jaaye na kahin ye safar,

Laga ye hi to darr mujhko haaye,

Kabhi hadd mein jiyaa, kabhi sab kuch piyaa

Ab jaakar kadam ladkhadaaye