Bas Tu Hi-文本歌词

Bas Tu Hi-文本歌词

发行日期:

Mera bss tu hi, tere bin koi na

Tujhko jo khoya, khud ko bhi kho dunga na

Matlab bss tujhse, auron ka karu bhi kya

Tu hi hai thikana, tu hi hai mera jahan

Kaisa yeh pyaar tera, tere bin main na reh pata

Teri aadat hui, duri na tujhse ab chahta

Tere aage hi aake, kuch bhi bayaan na main kar pata

Aankhon ko padh ke smjh le, jo tujhse kehna chahta

Sapno ka aashiyana, sang tere hai sajana

Inn sapno ko chal aa, sach kar de tu or mai jaana hnn....

Mera bss tu hi, tere bin koi na

Tujhko jo khoya, khud ko bhi kho dunga na

Matlab bss tujhse, auron ka karu bhi kya

Tu hi hai thikana, tu hi hai mera jahan

Dheere dheere yaari yeh chahat mein hai badhte jaari

Haan mujhe yeh kya ho gaya

Kaisi yeh tadpan tujhse hai milne ki

Dil yeh bawara ho gaya....

Ekk taraf, mohabbat hai yeh mera, kyu na samjhe

Aake zara, tu padhh le, aankhein mere, kuch bin kahe.....

Mera bss tu hi, tere bin koi na

Tujhko jo khoya, khud ko bhi kho dunga na

Matlab bss tujhse, auron ka karu bhi kya

Tu hi hai thikana, tu hi hai mera jahan