Andheri raatein aur shor hai toofan ka
Soch raha kitna chaha hai gumaan sa
Nafrat pyaar se hai ya hai koi darr mujhe
Labo pe tere kuch tha dil me kuch na pyaar tha
Nishaan baaki hai jo dil pe wo kala aaj
Lahu ki rawani me zor mere kaafi aaj
Baatein teri kahi aj bhi mujhe yaad saari
Zakhm die jo marham bane meri kalam aj
Laga pyaar se tha tune mujhko dekha tha
Pata na tha dil ko mere dhoka hua tha
Kahan hoga iss dil sa deewana koi ke
Khudme lagi aag ko khud hi bujhaya tha
Dil ki zubaan samjhe na koi
Dil thi wajah aankhein na soi
Karna yaad mujhe yaad raha
Bhulana tu par bhool na paai
Dil ki zubaan samjhe na koi
Dil thi wajah aankhein na soi
Karna yaad mujhe yaad raha
Bhulana tu par bhool na paai
Yaadon me teri aksar ye raatein kat rahi hain
Yaadon me teri iss dil par yaadein chapp gayi hain
Toot ke bhi dil ye mera bikhra kyu na tha
Tootne ka shor meri kalam kar rahi hai
Umra beeti saal beete khudko hai badla bhi
Galtiyan ki anginat aur unse mai seekha bhi
Mai bhi tha galat tabhi ye rab ne di saza hai
Paa hi lunga sab kuch par tu mujhe milna ni
Dil ki zubaan samjhe na koi
Dil thi wajah aankhein na soi
Karna yaad mujhe yaad raha
Bhulana tu par bhool na paai
Dil ki zubaan samjhe na koi
Dil thi wajah aankhein na soi
Karna yaad mujhe yaad raha
Bhulana tu par bhool na paai
Dil se nikli baatein likh raha hu dil me jo hai pain
Haarna pasand nahi jo chaha wo kia attain
Gum hai mujhko kar na paya tujhko jaan meri retain
Dekhne ko tujhko hi bs aya kitna teri lane
Dil me sirf nahi mere tu thi baby in my vein
Andheri ye raat hai aur bahar ho rahi hai rain
Kal hi likha tere baare aj likhu mai again
Tere baare socha dil se na hai socha from my brain
Dil ki zubaan samjhe na koi
Dil thi wajah aankhein na soi
Karna yaad mujhe yaad raha
Bhulana tu par bhool na paai
Dil ki zubaan samjhe na koi
Dil thi wajah aankhein na soi
Karna yaad mujhe yaad raha
Bhulana tu par bhool na paai