CHORUS
Waqt batake koh jana
Saat churake chal jana cahhe mera dil Kitna bhi ho tuta tum merepass fir na kabhi ana
VERSE
Zag jala he tu dena
Sapne mein fir na Ana chahe mera Mann jitna bhi ho Dara tum Mera pass fir na kabhi ana
VERSE
na Jane Kab se
bus kehne koh he jee Rahe
hm ne toh deke yaha apne kushiyon ko jalte huee
bolo na Maine kya Kiya
Jo ye mujko he sehna para
aisa bhi thori na Hota yara
Jo bhi chata woh milta kaha
jab tak pass tab tak sahi
fir kuch dino main sab bhulte sahi
log milte tph the ab milte bhi nai
bus meri galti hm mante yahi
na Jane mujhese kaise galitan hone lage
jinko jante teh hm khud main kahi
aaj unse bhi mulakat na kr paye
samjo na Maine keh diya
ki hm adao pr bhi na Marta
bus Hota h mujko ahesas yaha ki hm khud ko phana kr diya
rukh badaldena
Zara ghazal dena
Jo mila tujko mujse yaha un sab chizo ko wapas kr dena